KHALIBALI (The Khilji song) LYRICS – Padmaavat | Ranveer Singh

KHALIBALI (The Khilji song) LYRICS


Wallah… Qaiss… Wallah…
Wallah… Qaiss… Wallah…


Qalbiya qaiss wallah
Qalbiya qaiss wallah
Qalbiya qaiss wallah
Qaiss Wallah Qaiss Wallah

Qalbiya qaiss wallah
Qalbiya qaiss wallah
Qalbiya qaiss wallah
Wallah Wallah

Habibi… habibi… habibi…

Jabse pehna hai maine yeh ishq-e-sehra
Khalibali ho gaya hai dil
Duniya se mera khalibali ho gaya hai dil

Khalibali ho gaya hai dil
Duniya se mera
Khalibali ho gaya hai dil

Jabse pehna hai maine yeh ishq-e-sehra
Khalibali ho gaya hai dil
Duniya se mera khalibali ho gaya hai dil


Taar-vaar dil ke sab toot se gaye
Neendon waale jugnu rooth raaton se gaye 

Lag sa gaya hai khwabon ka aankhon mein dera

Khalibali ho gaya hai dil
Duniya se mera khalibali ho gaya hai dil 

Saara jahaan ghoom ke hum
Tujhpe aake ruk gaye
Mere jaise aasmaan bhi
Tere aage aake jhuk gaye

Padh loon kalma teri chaahat ka
Kehta hai yehi ishq ka mazhab
Dil pe lagaa hai ab mere tera pehra

Khalibali ho gaya hai dil
Duniya se mera
Khalibali ho gaya hai dil

(khalibali khalibali…) Habibi…

Qalbiya qaiss wallah
Qalbiya qaiss wallah
Qalbiya qaiss wallah
Qaiss Wallah Qaiss Wallah
Qalbiya qaiss wallah
Qalbiya qaiss wallah
Qalbiya qaiss wallah
Wallah Wallah



Comments

Popular posts from this blog